Height Kaise Badhaye Gharelu Upay Kad Lamba Kaise Kare Hindi Me
Qad Lamba Kare Height Increasing Exercise Tips In Hindi
|
Qad Lamba Karne Ka Desi Ilaj In Urdu Height Increase Tips After 18 In Urdu
Height Barhane Ka Tarika In Urdu
|
Nojawan Log Qad Lamba Karne Ke Liye Ye Tips Use Karen
Chota qad bohat sey logon ko ehsaas e kamtari ka shikar bana deta hai aur aisay log bazaron mein dastyab mehngi medicines aur out of country hone wali expensive surgery ka bhi sahara lete hain yehi wajah hai kay parents apne bachon k qad ko le kar fikar mand rehte hain. Kad ko lamba karne ke liye kuch aisi excercises hain jin ki madad sy youngsters apne qad ko barha sakte hain ye na sirf aap ke qad mein izafa karti hain balkay jism ki sehat ke liye bhi faida mand hain.
Swimming karna qad ko barhane ke liye zarori hai swimming karte hue aap ki puri body aik sath harkat mein aa jati hai aur ye muscles ko strong banane aur height ko increase karne ke liye bohat mufeed hai. Isliye aap koshish karen kay hafty mein kam az kam 2 ya phir 5 ghantey swimming zaror karen.
Aap ko chahiye ke regular rassi koden is exercise se bhi aap ki body ke tamam parts move karen gay aur in mein improvement aur development hogi. Especially aap ki legs is exercise ki wajah sey strong hongi aur inki height bhi increase hogi.
Height barhany ke liye sab sey popular exercise latakna hai lekin sirf latkay rehne sey aap behtar results hasil nahi kar sakte latkne ke liye aisi jagah choose kare jahan aap apne jism ko agay peeche move kar saken.
Basketball khelna qad lamba karne ke liye behtreen khail hai basketball ke khel ke doran khilari ko jumping karna parti hai isliye qad ko lamba karne ke liye ye khel bhi effective hai.
Bilkul seedhe kharay ho jayen neeche ki taraf jhuk ke apne paon ko haath lagane ki koshish karen ye warzish karne se thore he arsay mein aap ki height mein izafa hoga.
Read More Health Tips : - How to Lose Weight Fast at Home Naturally In Hindi/Urdu
Swimming (Teraaki)

Jumping The Rope (Rassi Kodna)
Aap ko chahiye ke regular rassi koden is exercise se bhi aap ki body ke tamam parts move karen gay aur in mein improvement aur development hogi. Especially aap ki legs is exercise ki wajah sey strong hongi aur inki height bhi increase hogi.
Hanging (Latakna)
Height barhany ke liye sab sey popular exercise latakna hai lekin sirf latkay rehne sey aap behtar results hasil nahi kar sakte latkne ke liye aisi jagah choose kare jahan aap apne jism ko agay peeche move kar saken.
Play Basketball (Basketball Khelen)
Basketball khelna qad lamba karne ke liye behtreen khail hai basketball ke khel ke doran khilari ko jumping karna parti hai isliye qad ko lamba karne ke liye ye khel bhi effective hai.
Touch Your Toes (Apne Paon Ko Haath Lagaye)
Bilkul seedhe kharay ho jayen neeche ki taraf jhuk ke apne paon ko haath lagane ki koshish karen ye warzish karne se thore he arsay mein aap ki height mein izafa hoga.
Read More Health Tips : - How to Lose Weight Fast at Home Naturally In Hindi/Urdu
Enter your comment...thanks for gave us very informative tips to increase our heights.
ReplyDelete