Weight Kaise Badhaye Tips In Hindi Weight Kam Karne Ki Tips
How to Get Smart Belly Natural Home Remedies In Urdu |
How To Get Flat Belly Naturally At Home Wazan Kaise Kam Kare In Hindi
Weight Lose Karne Ka Tarika In Hindi |
Pait Ki Charbi Khatam Karne Ka Totka
Taiz raftar zindagi na munasib ghiza fastfood ka be tahasha istemal samait aisi kai baatein wazan barhane ki wajah banti hain. Barhy hue wazan sey insan ki mehaz shakhsiyat he mutasir nahi hoti balky wazan ke had sy zyada barhne sey mukhtalif bimarion maslan heart dieaseses, blood pressure, cholestorl waghera ka khatara bhi barh jata hai. Kai aisi pharma companies hain jo apne products sey chand hafton pehle balkay dino mein wazan ghatane ka dawa karti hain. Lekin in medicines ke kafi side effects bhi hote hain. Adwiyat ka istemal to apni jagah lekin kai gharelu totkay aisy hain jin se haqeeqat mein wazan kam kiya ja sakta hai.
Pait Kam Karne Ke Liye Gharelu Totkay How to Lose Weight Home Remedies
Green Tea
Khanay ke kam sey kam 20 minutes baad 1 cup sabz chaye piyen. Sabz chaye ka istemal charbi kam karne mein madadgar sabit hota hai. Sabz chaye mein majood ingredients jism sey izafi charbi kam karne mein aham kirdar ada karte hain. Ye na sirf jism ki charbi kam karte hain balkay iske istemal sey jism mein toxins bhi kharji hote hain.
Lemon Juice
Lemon ka ras bhi wazan kam karne ke liye behtreen hai. Lemon ke chand qatray aur aik chamach shehad mila kar aik glass neem garam pani mein mix karke rozana khali pait pee liya jaye to barha hua wazan dekhte he dekhte kam ho jayega. Khane mein daarcheeni aur adrak ka istemal barha dene sey bhi wazan kam karne mein madad milti hai.
Post a Comment