How To Get Rid Of Hiccups In Hindi Hichki Band Hone Ke Gharelu Nuskhe


Hichki Rokne Ke Gharelu Upay In Hindi

Hichki Ka Desi Ilaj In Urdu Hichki Band Karne Ke Gharelu Upay Hichki Ki Wajah In Urdu

Hichki Khatam Karne Ke Desi Totkay In Urdu

Hichki Ko Jald Rokne Ke Asan Gharelu Tarike


Hichki to wesy koi marz nahi hai lekin kabhi kabhi ye khatarnak marz ki alamat ho sakti hai. Agar mareez hypertension ka patient ho aur is ko musalsal dair tak zoor dar hichki aati rahe to ye mirgi, hysteria ya dimagh ki kisi marz ki alamat ho sakti hai. Baaz dafa hichki kidneys sahi na hone ya urine mein blood aane ki wajah sey bhi hoti hai. Agar hiccups acidity yani badhazmi ki wajah sey ho to ye koi bara masla nahi hai lekin agar aap ko bar bar hichki aati hai to neeche bataye gaye tarikon par amal karke hichki ko roka ja sakta hai.

1. Saans Ko Rok Lena


Agar hichki aati rahe to mareez ko chahiye ke jitni dair zyada sey zyada saans rok sakta hai rok lay aur purane waqt ke logon ka ye kehna bhi hai kay agar hichki walay mareez ki tawajh aik taraf markoz karwai jaye to iski hichki band ho jati hai.

2. Soda


Hiccups agar acidity ki wajah sey ho ta pani mein khanay ka soda aik glass pani mein mila kar peene sey ye theek ho jati hai. Hichki ke mareez ko hichki ke doran bhari ghiza nahi leni chahiye aur garam pani he peena chahiye thanday mashrobat ya pani nahi peena chahiye.

3. Meethi Chezain


Meethi cheezain jesy cheeni, gur, misri, shehad ya gana mun mein dair tak choosne sey hichki band ho jati hai. Meethi shy k sath pyaz chaba li jaye to bhi hichki ruk jati hai. Cheeni aur elaichi chabane se bhi hichki rok jati hai.

4. Sonth Ya Adrak


Gur pees kar iss mein pisi hui sonth mila kar songhne sey hichki ana band ho jati hai. Sonth ko pani mein ghiss kar songhne sey bhi hichki band ho jati hai.

5. Sondha Namak


Sondha namak pani mein ghol kar naak mein tapkane sey hichki band ho jati hai.

Post a Comment

 
Top